Saaabit Toh Ho Gayaa Kay Main Be-waFa Nahein
Yeh Aur Baat Hai Kay Meri Duniyaa Ujjarrr Gayeee.
Ache Hain Is Qadar K Bhulaye Nahi Jate,
Kuch Log Dharkano Me Dharkte Hain Umer
URDU POETRY
Saanso'n Kay Silsilay Ko Na Do Zindagi Ka Naam
Jeenay Kay Bawajood Bhi Mar Jatay Hain Kuch Log
TumhaiN log kehne lgaiN bevafa
Zamany se itni vafa mat kro
Kaha Main Nay K Kub Yeh Zindagi Khooshboo Lagi Tum Ko
Woh Bola Be-Khayaali Mein Tujhary Jub Chhoo Liya Main Nay
Woh Bola Be-Khayaali Mein Tujhary Jub Chhoo Liya Main Nay
uss ne to mujhe chaha tha hasb e zaroorat ki tarah
phir aisa howa k wo mujhe bhool gaya hamesha ki tarah
mohabbat ka khwab mujhe acha laga tha
tabeer dekhe toh dard naak laga tha
alag thi manzale uhmari alag thay raaste hamare
hoi thi mohabat jub tou mit gae thay fasle sare
hoi thi mohabat jub tou mit gae thay fasle sare
Saleeqa Ho Agar Bheegi Hui Aankhon Ko Padhne Ka,
To Behte Hue Aansu Bhi Aksar Baat Kartay Hain
Bikhra Wajood, Tootey Khuwab, Sulagti Tanhaiyan
Kitney Haseen Tohfey De Jati Hai Ye Muhabbat Bhi
Kuch Khuwab Meri Jaaagti Aankho ko Sonp Kar,
Wo Aandhiyoun Main Rait Ka Ghar Sonp Gia Mujy.!